Utpatti
Chikitsako ke anusar nimn raktchap kuch samanya karno se bhi ho sakta hai. Jante hai kya hai wo karan-
- Bhojan mai poshtik tatvo ka abhav
- Sharirik nirbalta ya kamjori
- Dehydration
- Rakt ka adhik bah jana ya sharir mai rakt ki kami ho jana
- Adhik samay tak shay rog, madhumeh, bhukhar ke karan bhi ninm raktchap ho skta hai.
- Garbavastha mai mahilao dwara poshtik aahar ka sevan na karne se bhi nimn raktchap ho sakta hai.
- Nimn raktchap ke karan rogi ko bhook bhi nahi lagti hai, khane se aruchi ho jati hai.
- Nirasha ka bhav hamesha man mai bana rahna bhi nimn raktchap ka karan hai.
Low Blood Pressure Symptoms in Hindi: Lakshan Pehchane
Agar dhyan diya jaye to Low Bp Symptoms ko aasani se samjha ja sakta hai. Jo nimn likhit hai-- Chakkar aana ya behoshi ho jana,
- Adhik pasina aana,
- Dhundhala dikhai dena ya aankho ke aage andhera aa jana,
- Ghabrahat hona,
- Sine mai dard hona ya dil ki dhadkano ka tej ho jana,
- Hath pairo ka thanda padh jana.
- Thoda sa bhi kaam krne par hriday ka joro se dhadkna.
Low Blood Pressure Treatment in Hindi – Nimn Raktchap hone par kya karna chahiye
Agar aap upper diye gaye kisi bhi lakshan se prabhavit hote hai, to dhyan rakhe- Aise lakshan mahsoos hone par aaram se ek jagah baith jana chahiye.
- Apne hatho ki mutthiyo ko kuch samay tak khole or band kare.
- Dhire dhire ek glass pani piye.
- Chini, namak ya nimbu ka sharbat piye.
- Agar aap ghar par hai to takiya ko apne pairo ke niche lagakar laite.
Kiya Khana Chahiye
- Agar aap nimn raktchap ke shikar hai to ghabraye nahi, apne aahar me thoda sa parivartan kare
- Adhik matra mai phal, sabji or poshtik khadya padartho ka sevan kare
- Hari sabjiyo ka soup bana kar piye
- Gajar, Muli, khira, kakdi ka salad jyada khaye
- Pani adhik pina chaiye
- Pratidin chukandar ka ras piye
- Aawle ke ras mai shahad milakar khana chaiye
- Gajar aur palak ke patto ka ras piye
- Tulsi ke patte aur shahad milakar pina chahiye
- Doodh ka sevan kare
- Raat ke samay 3-4 badam pani mai dal de aur subah un badam ko khaye
- Namak ka adhik matra mai sevan kre
Kya Nahi Khana Chahiye
- Raat ke samay chai ya coffee ka sevan na kare.
- Adhik tala hua, masaledar, garishtha, ya ghi se bana bhojan na kare.
- Adhik parishram na kare.
- Jayada samay tak dhoop main na rahe.
- Ek baithak mai bhojan na kare, thode-thode samay mai bhojan kare.
Low Blood Pressure Treatment in Hindi – Gharelu Upchar
- Ek glass pani mai, 10 tulsi ke patte, 4 kali mirch aur 2 long dalkar acchi tarah ubal lijiye. Pani aadha rahne par, ise halka garm hi pina chaiye. Yeh prakriya pratidin 1 baar kare, aapka nimn raktchap bahut jald thik ho jayega.
- 1 chammanch shahad mai, ¼ chota chammanch lehsun ka ras mila le. Ise pratidin 2 baar khana chaiye.
Aaj apne jana Low Blood Pressure Symptoms in Hindi, agar aap bhi nimn raktchap (Low Blood Pressure) se prabhavit hai ya yeh sabhi lakshan apke sath bhi ho chuke hai to ghabraye nahi aur inn gharelu nuskho ko apnaye aur nimn raktchap se nijat paye.
Origin
According to them some general reasons may also have low blood pressure. Know what's Karn-
Lack of food nutrients in May
Physical frailty or weakness
Dehydration
One or more arms of the blood in the body decrease blood
Over time Shay disease, diabetes, blood pressure can be Bhukhar also Ninm.
May Grbvstha than women not taking nutritious diet may lower blood pressure.
Low blood pressure patient does not look hungry, food becomes distaste.
Always keep in mind to make sense of hopelessness is also due to low blood pressure.
These low blood pressure Syrmptoms Hindi: Characteristics Identified
If we take the focus can be easily understood Simptms BP. The following is-
Dizziness or fainting Grow
More sweating,
Blurred vision or eyes, dark come forward,
Palpitations,
Ddaknon of chest pain or heart grow fast,
Pda go cold extremities.
Zoro's heart Ddakne thoda bit to work on.
Low blood pressure treatment in Hindi - Low blood pressure should be
If you have any symptoms affecting the upper, then take care
When such symptoms should be a comfortable place to sit.
Fists of his hands for some time to open and close.
Slowly drink a glass of water.
Sugar, salt or lemon juice to drink.
If you are at home, with a pillow under your feet take.
Must be
If you suffer from low blood pressure, not nervous, a little change in your diet to thoda
More quantity of fruits, vegetables and nutritious foods to eat
Drink soup made of green vegetables
Carrots, radish, cucumber, eat more salad Kkdi
Drink more water Chaiye
Beet juice drink per day
May amla juice with honey food Chaiye
Drink carrot juice and spinach leaves
Basil leaves and honey drink
To drink milk
3-4 Put the almonds in water at night and in the morning they eat almonds
Large amounts of salt to use in
What should not eat
Do not drink tea or coffee during the night.
Over fried, spicy, rich, or does not eat ghee made from.
Do not over-exertion.
I have not much sunlight.
A meeting does not eat, should eat Thodae-Thodae May time.
Low blood pressure treatment in Hindi - home remedies
May a glass of water, X. basil leaves, black pepper and two cloves of four and thoroughly mix simmer. Remains half water, drink it warm Chaiye. It was one day to process, your blood pressure will get well soon.
One Cmmc May honey, ¼ small Cmmc garlic juice mix. Two meals per day Chaiye it.
Take your blood pressure today to Syrmptoms in Hindi, you also lower blood pressure (low blood pressure) is affected by, or have it with you so nervous all the signs and the adoption Inn household tips and found relief from low blood pressure.
No comments:
Post a Comment