Cucumber: khira kakdi cucumber Se Paye Acchi Sehat
Vishakt Padharto ko Bhahar Nikale
kya aap jaante hai khire main fiber adhik hota hai
jis se aap apna wajan kam kar sakte hai
agar aap apne motape se pareshaan hai toh rozana khane se pahle khira kakdi salad main le
khira kakdi cucumber kakdi cucumber kakdi cucumber aapke sharir mai se toxins ko dur karta hai. Aur niyamit tour se khire ka sevan aapke sharir mai pathri ki aashanka ko bhi kam karta hai. Chunki hamare sharir mai pani hi sharir se vishele padhart ko bahar nikalne ka kaam karta hai. Isliye khire ka sevan bhi aapke sharir se anchahe padhart ko bahar karta hai.
Chehre ko Damkaye
khira kakdi cucumber ko khane ke alawa aap iska chehre par bhi prayog kar sakte hai. Yeh suraj ke kirno se huyi hani ko manage karti hai. Yeh aapke chehre par sun screen ki tarah kaam karti hai. Yaha tak ki iske seban se aapki pachan kriya bhi majbut hoti hai aur sahi bani rehti hai.
rojana khira kakdi ka seven kre aap ke Jodo Ka Dard Dur
kya aap jaante hai
Jodo mai silesia prachur matra mai hota hai. Isse jodo ko majbuti milti hai aur tissue paraspar majbut hote hai. Gajar aur khire ka juice milakar pine par gathiya rog mai madad milti hai. Isse uric acid ka star bhi kam hota hai.
khire ka seven Cholesterol Level Control Karne main aapki madad kre
khira kakdi cucumber kakdi cucumber (Cucumber) khane se cholesterol ka star kam hota hai. Isse haday sambhandhi rog hone ki aashanka kam rahti hai. khira kakdi cucumber kakdi cucumber mai fiber, potassium aur magnesium hota hai jo blood pressure ko durust rakhne mai aham bhumika nibhata hai. khira kakdi cucumber kakdi cucumber high aur low blood pressure dono mai hi ek tarah se dava ka kam karti hai.
khire ke rozana sevan karne se blood pressure contorol main rahta hai
rozana khire kakdi ki slice kaat kar aanko ke upar lgaane se aankho ke pass bane kale dhabbe gayab ho jaate hai
khire main silesa adhik matra main hota hai jis se gathiya rogo se dur rkhta hai
khira main vitamin a b c teeno hote hai iski slices ko chehre par rakhne se chehre pr nikhar aata hai
No comments:
Post a Comment